Ahsan Verified buyer
Smell achi ha projection b thek ha aur kafi time tak halki halki smell feel hoti rehti ha packing per kam karna ki zaroorat ah q k muja aik simple bag ma receive hui thi label ka size b thora chota ha ha aur volume 50ml sa shayad thora kam ha shayad aur peice thori si high ha q k cod per 7% tax lagta ha aur delivery charges dal k price thori high ho jati ha overall perfume kafi achi ha